Monday, March 05, 2007

Parchai

ai meri parchai
tu kaun hai
kahan se aai hai
mere saath rehti hai
phir bhi meri nahi
kya tu mera pata
dena aayi hai
ya mujhko bus tadpane
aayi hui hai
khoya sa hoon
ai meri parchai
kuch bata ja too