Wednesday, November 30, 2005

Musafir

Haqueeqat par wah wahi

karte hai sabhi

Nahi hai kiya kuch bhi

naya bayan maine

Shaak wahi hai

darak bhi wahi hai

Par ek musafir hai

naya khada

Chah mai beyteh

thake mare se

Kuch nahi karte bayan

baat wahi hai

Din bhi wahi hai

Woh musafir bhi hai

meri tarah

No comments: